PCOS aur Neend ke Masail – Zyada ya Kam Sona?
Share
PCOS aur Neend ke Masail – Zyada ya Kam Sona?
PCOS sirf weight aur skin issues hi nahi, balkay neend ke masail bhi bohot common hain. Pakistan ki busy lifestyle, stress aur mobile use raat ko neend disturb kar dete hain. Kabhi zyada sona aur kabhi bilkul neend na aana – dono hi PCOS sleep problems hain.
Causes of Sleep Imbalance in PCOS
-
Stress aur Anxiety – cortisol hormone neend disturb karta hai
-
Hormonal imbalance – estrogen, progesterone aur androgens circadian rhythm ko affect karte hain
-
Insulin resistance – metabolism disturb hota hai, insomnia barhta hai
-
Sleep apnea – overweight women mein common, raat ko neend toot jaati hai
Sleep Hygiene Tips
-
Mobile off before sleep
-
Evening walk
-
Kam caffeine chai/coffee
-
Regular bedtime routine
-
Bedroom environment quiet aur comfortable ho
Herbal Remedies: PCOS Herbal Tea by Ashi Herbals
-
سونف (Fennel Seeds) – digestion improve aur stress hormones calm karti hai
-
کاسنی (Kasni/Chicory) – liver detox aur hormonal balance support karti hai
-
املتاس (Amaltas) – cleansing aur detoxifying properties
-
مجیٹھ (Manjistha) – blood purifier aur skin friendly
-
تخم خربوزہ (Melon Seeds) – nervous system relax aur natural sleep promote kartay hain
Call to Action
Enjoy restful sleep – Add to Cart now aur apni kahwa routine shuru karein!
Visit: www.ashiherbals.com