PCOS aur Acne – Herbal Remedies Jo Skin Ko Nikharti Hain
Share
Ashi Herbals
PCOS aur Acne – Herbal Remedies Jo Skin Ko Nikharti Hain
Intro:
PCOS (Polycystic Ovary Syndrome) sirf ek internal health issue nahi hai, balke yeh skin problems ka bhi major sabab banta hai. Especially acne jo har dosray din ek new pimple ke roop mein face pe nazar ata hai. Pakistan ki bohot si young girls ko lagta hai ke acne sirf oily skin ki wajah se hota hai, lekin asal mein PCOS ke hormones aur unka imbalance iska main reason hai.
PCOS aur Acne Connection:
Jab kisi girl ko PCOS hota hai, to uske body mein hormonal imbalance create hota hai. Androgens level barh jata hai jo oil (sebum) production ko increase karta hai. Yeh zyada oil skin pores ko block karta hai aur phir pimples, blackheads aur inflamed acne hoti hai.
Common Mistakes Jo Pakistani Girls Kartin Hain:
- Overuse of beauty creams
- Steroids wali creams jo long-term damage karti hain
- Random home remedies without guidance
Herbal & Natural Remedies for PCOS Acne:
- Neem: Bacteria ko kill karta hai aur skin detox karta hai.
- Turmeric (Haldi): Anti-inflammatory aur glow dene wali herb.
- Spearmint Tea: Studies ke mutabiq androgens ko naturally kam karti hai.
- Lifestyle Tips: Junk food avoid karo, paani ziada piyo, stress manage karo.
PCOS Herbal Tea – Internal Skin Support:
PCOS Herbal Tea by Ashi Herbals (www.ashiherbals.com) specially design ki gayi hai PCOS ke liye. Ye hormones balance karti hai, oil production regulate karti hai aur skin ko naturally clear karti hai.
“Clearer skin sirf creams se nahi, andar se bhi balance chahiye. Try PCOS Herbal Tea by Ashi Herbals for a natural glow. Add to Cart now aur apni skin journey start karo today!”
FAQs:
Q1: Kya PCOS mein acne permanently khatam ho sakta hai?
A: Proper lifestyle aur herbal remedies ke sath acne manage kiya ja sakta hai.
Q2: Herbal tea skin pe kab effect karti hai?
A: Usually 4–6 weeks mein noticeable results aate hain.
Q3: Kya sirf creams se PCOS acne theek ho sakta hai?
A: Nahi, asal problem hormones hai jo andar se solve karni hoti hai.
Q4: Kya yeh tea safe hai?
A: Haan, lekin agar aap medicines le rahi hain to doctor se mashwara karein.